Shivani shrama Ki True Love Story Part 2

True love story luvdate

Hello friend's kal aapne shivani shrama ki love story ka first part read kiya tha aaj hum iska second part leke aaye h

Shivani shrama ki true love story ka first part padne ke liye yha click kare 

Hello friend kese ho aap sab meri or vikas ki love story ka first part aapne read kiya i hope aapko wo pasnd aaya hoga me aaj usi story ko likh rhi hu

Mene us din vikas ko dekha to u lga ki mene apni life ka bahut hi important gift paa liya h meri life me

Hum dono dur hote hue bhi yhi feel krte the ki hum dono pass hi h or dono ek dusre se baat kiye bina bhi bhaut kuch kah jate h agr aapne bhi kbhi kisi se true love kiya h to aap ise aaram se understand kar skte h

Ab mujhe esa lgne lga ki sirf me hi use love krti hu shyad wo mujhe love nhi krta mujhe pta tha ki jab bhi me use nhi dikhti ho to mere saamne wale ladke Rajesh ko mere baare me puchta tha


Read This - UNKNOWN GIRLS SE BAT KESE KRE 8 TIPS HINDI ME

Diwli ke time me usko wish krne ke liye greeting card leke gyi or usko mere friend ke ghr pe bulaya jha Vikas study krta tha usi school me mera friend bhi study krta tha to use mere friend ke ghar pe bulaya tha

Hum dono abhi tak kuch nhi bole the esi hi hmari love story bina kuch bole bina hi chalti rhi
Ek din me or Natasha mandir se wapis aa rhe the tab mera or vikas ka aamna samna hua mujhe bahut ghvbhrat hui or meri body vibrate hone lgi mujhe kuch bhi smjh me nhi aa rha tha us din me uske saamne se nikal gyi or me ghr jake bhgwan se boli kk me us se bahut love krti hu or mene abhi tak uski voice bhi nhi suni khas meri us se ek baar bat ho jaye to me aapke fast krungi

Ek din hamre saamne wale ldke rakesh ne mujhe uska number Natasha ke sath send kiya or rakesh ke Mobile pr call kar ke mere se bat krwane ke liye bola to rakesh ne apni choti sister ko bheja muje bulane ke liye

Fir me us se wo number lekr STD pr gyi baat krne jb mene baat ki normal baat krne ke baad usne bola ki wo yha se exam ke baad apne Ghar chla jayega wah doctor ban na chhta h or usko uska dream pura krna h uski family ko us se bahut umeed h fir usne bola ki me tum se kuch din baat karke tum ko dukh dena nhi chhta

Me kuch nhi bol paa rhi thi bas wo bol rha tha or me sun rhi thi fir mene bola ki ha aap aapki study par focus kre

Kuch time baad hmare exam aane wale the mujhe pta tha ki wo chla jayega me us se bahut pyar krne lgi or mujhe bahut acha lga ki usne mujhe phle hi sb kuch bta diya h mujhe bhgwan par vishwash tha or fast or bhagwan ki pooja krne lgi .

Hmare exam start hone wale the us din usne mujhe dekha or mene use fir exam khtam hone wale the to mera dil or bachen hone lga ki wah chla jayega

Mene use apni manpasnd song ki CD gift ki thi fir wah chala gya or me 2-3 months bimaar ho gyi meri tabiyat khrab rhne lgi Me ghar se bahar bhi nhi nikl skti thi fir me uski yaad smoking krne lag gyi  or suside krne ki sochne lgi .

Mujhe us time meri Friend ne support kiya lekin me  use chhati rahi me us se bahut pyar krti rhi


Use 8 month baad mene use call kiya use diwali wish kiya mujhe acha lga baad me use ki mujhe call aane lge kbhi kbhi itni baat hoti thi ki time ka kuch pta hi nhi chlta tha

Hum kbhi nhi mile the pr mujhe trust tha ki me apni life me  kisi ko nhi aane dungi .

Iske baad meri. Life me ek ldka aaya jiska name Raj tha wo mera best friend tha or wo mujhe bahut love krta tha

Ab me confused thi me kya kru agr me vikas ko kuch bolti ki meri life me Raj aaya h wo mujhse love krta h or Raj ko bolu to wo hurt hoga jo ki mera best friend h .



Mene vikas ko bola ki meri life me koi or h jiska Name Raj h to vikas ko trust nhi hua or aaj bhi use yakeen nhi h meri baat par fir hmne ek saal tak baat nhi ki 1 saal bad uska call aaya ki uski engagement h .

Me happy thi ki vikas ne mujhe btaya usne mujhe milne ke liye bola hum dono 15 minute ke liye raste me mile usne mujhe watch gift ki .

Mujhr ajeeb lga but usne lene ki liye force kiya to mene rakh li fir uski shadi ke time mene use call kiya ki congratulations or fir hum dono ne decide kiya ki hum dono ab kbhi call nhi krange .

Me hmesha good se yhi pray krti hu ki wo hmesha happy rhe apni life me

Friend's aapko meri true love story kesi lgi please mujhe comment kar ke btaye

Aap bhi apni love story yha publish krwana chhate h to yha click kre 


Esi hi True Love Story , Love Tips ,Relationship Tips ,Health Tipa padne ke Luvdate par visit krte rhe



0 comments:

Post a Comment